Dekha he marte gayon(cow) ko,
Dekha hai sadte insaano ko,
Kaid mein dekha hai iski,
Hawaaon ko zamaano ko...
Na yeh sadta,na yeh galta,
Sadiyon tak is duniya mein palta,
Paryavaran ko dushit karta,
Paani mein gandgi bharta...
To kyon lete hum yah maan,
Har baar sahi nahin hai insaan,
Karo polythene ka bahishkaar,
Tabhi hoga swatchch(clean) paryavaran ka AHAAVAN........
No comments:
Post a Comment